Top Best Android Photo Editor Apps In Hindi, Dosto is post me aj ham batayenge Top Best Photo Editor Apps in Hindi jiske madat se aap apn...
Top Best Android Photo Editor Apps In Hindi, Dosto is post me aj
ham batayenge Top Best Photo Editor Apps in Hindi jiske madat se aap
apne photos ko bahat acche se edit kar sako.
Photo Editing Karne ka Shauk aajkal har ek android user ko hain, Kyuki yeh aapki photo ko ek anokha andaaz deti hai or aapka time b pass ho jata hai, Aise me maine bhi apna kafi time Photo editing me hi Spend kia hai, or me abhi bhi Photo Editing ka Shauk rakhta hun, Is post me main aapko Top Best Android Photo Editor Apps List Batane ja rha hu jo Photo Editing Karne me Aapki madad karenge
So or bina kuch bole chaliye jante hai Top Best Android Photo Editor Apps List in Hindi. Yaha is post me apko 5 android app ke bare me bataunga jo indino me bahat femous hai
Prisma app ko pehle ios me launch gya tha us time se ye dhire dhire bahat upar ja rahe hai uske kuch din bad hi android me launch kar dya. But ye app Top Best Android Photo Editor apps me se no.1 me kyu hai? apke man me ye saba jarur ata hoga to chaliye iska reasom bata ta hu
Prisma App Features in Hindi
Download Prisma App
Download Picsart
Download Photo Editor Pro
Download Befunky App
Download Autodesk
So dosto ye raha Top Best Android Photo Editor Apps List in Hindi, toh kysa laga hmare ye post? I hope apko pasand aya hoga or agar apka kuch swal hai is post ke bare me then niche comment karke puch skte hai.
Tags: Top Android Photo Editor Apps List, Best Android Photo Editor Apps in Hindi 2016, Top 5 Android photo editor apps, Best Photor Apps
Photo Editing Karne ka Shauk aajkal har ek android user ko hain, Kyuki yeh aapki photo ko ek anokha andaaz deti hai or aapka time b pass ho jata hai, Aise me maine bhi apna kafi time Photo editing me hi Spend kia hai, or me abhi bhi Photo Editing ka Shauk rakhta hun, Is post me main aapko Top Best Android Photo Editor Apps List Batane ja rha hu jo Photo Editing Karne me Aapki madad karenge
So or bina kuch bole chaliye jante hai Top Best Android Photo Editor Apps List in Hindi. Yaha is post me apko 5 android app ke bare me bataunga jo indino me bahat femous hai
Top Best Android Photo Editor Apps List In Hindi
#Prisma
Dosto, Prisma ek new photo editor app hai jo kuch din pehle hi launch hua android market place me. or me pehle Prisma App ke bare me ek post likh chuka hu agar aap miss kya hai toh yaha click karke pad sakte hai.Prisma app ko pehle ios me launch gya tha us time se ye dhire dhire bahat upar ja rahe hai uske kuch din bad hi android me launch kar dya. But ye app Top Best Android Photo Editor apps me se no.1 me kyu hai? apke man me ye saba jarur ata hoga to chaliye iska reasom bata ta hu
- Prisma app apke photo ko Art me convart karta hai
- Apke photo ek Cartoon / Art ke tarah lagega
- Is app par 13 unique art hai jo apke photo ko awesomeness bana dega
- Easy sharing – Edit karke easily facebook or whatsapp me share kar sakte hai
- 3 din me is app ko karib 10,00000 se bhi jada log download ki hai
Download Prisma App
Picsart Photo Studio
Is app ka istemal me kaafi salo se karta aa rha hu Kyuki isme Photo editing karne ke lie aapko har ek Feature mil jaaega or Yeh app kuch hat ke bhi hain, Sabhi apps ki tarah isme bhi Aapko kamaal ke Features milte hai Jaise Effects, Stickers, Overlays, Crops, Add Photo, Smart Text, Red Eyes, Frames, College, Borders etc Kul mila ke mere kehnea matlab Yeh hai ki Yeh Android ka Best Photo Editing app hai,Photo Editor Pro
Is app ko bhi Playstore par kamaal ki Ratings mili hai Jiski wajah se Yeh Second number par Rank karta hai, Or Kare bhi Kyu na Iske Features bhi kamaal ke hai, Isme aapko Filters, Colors, Effects ka Huge Collection milta hai jiski madad se aap apni Photo ko ek naya Andazz de sakte hai, Iske sath sath isme kai or Amazing Features hai Example : Color temperature, Color Splash, Focus (Tilt Shift) etc Iske sath Sath isse aap apni College ki pics ko bhi Frame me Convert karke Unhe edit kar sakte hai.Download Photo Editor Pro
Befunky Photo Editors
Is app ko bhi Playstore par Best Ratings Mili hai, Jisse is app ko mene Top 5 me rakha hai, Agar aap bas ek Simple Editing karte hai Jaise Effects, Frames, Stickers etc to yeh app sabse best hai kyuki isme Effects Borders etc Sab best hai Jo Actually sabhi ko pasand aate hai, Aap asaani se apni photo ko ek Greate look me Convert kar paenge or woh bhi is app ki madad se, To Mujhe lagta hai aapko Yeh app try karna chahiyeDownload Befunky App
Autodesk Pixlr
Agar aap ek Acche editor hai to main aapko yeh app ki Suggestion dunga, mene jabse Android ka Istemaal karna Start kia hai Tabse main is app ko use karta aa rha hu isme kafi Amazing Features hai jo shayad aapko bahut pasand Aaenge, Jaise Frames, Stickers, Effects, Texts, etc Iske sath sath aapko isme kuch bahut hi amazing feature milte hai Jaise Red Eye Removal, White Theet tool, Aapko zaroor is app ko Try karna chahiye yeh sach me best tool haiDownload Autodesk

COMMENTS